DOWNLOAD ALL IN THIS BLOG

Showing posts with label HINDI SONGS. Show all posts
Showing posts with label HINDI SONGS. Show all posts

Sunday, July 29, 2012

Ek Tha Tiger - Maashaallah lyrics


Mashallah Lyrics

Song Details:
Song Title: Mashallah
Singers: Wajid Khan, Shreya Ghoshal
Lyrics: Kausar Munir
Film: Ek Tha Tiger
Music: Sajid - Wajid
Music Label: YRF Music

[Hook]
Mashallah Maashallah woh hoo ho...
Mashallah Maashallah Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai ye jahaan [x2]

[Arabic Part's Lyrics]
O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho

Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye pighal jaaye zamaana
Main tujhse, tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dildariyaan sun jaaniyan
Mili mila mujhe milana

[Repeats Hook]
Mashallah Maashallah…

Sholon mein sharara hai
Arey! Sholon mein sharara hai 
Taaron mein sitaara
Kudrat me fursat se banaya mera yaara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadatein, tu mila, mili mujhe Khudaai

[Repeats Hook]
Mashallah Maashallah…

[Repeats Arabic Part]
O habibi, mashallah antashaqla azimullah…


Sunday, July 1, 2012

jashn _E_ Bahara(jodha akbar)


Jashn-e-bahaara – Jodhaa Akbar (2008) LYRICS

Movie : Jodhaa Akbar
Music Director: A R Rahman
Director: Ashutosh Gowarikar
Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda
Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai
Singers: Javed Ali
Lyrics: Javeed Akhtar





Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Kehne ko Jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai 
gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Ooooo hooooo…Kehne ko Jashn-e-bahara 
haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai
gulshan meinChupa hai 
koi ranj fiza ki chilman mein
Kaise kahen kya hai sitamSochte hai ab yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
arte to hai saath safarFaasle hain phir bhi magarJaise milte nahi kisi dariya ke do kinarePass hain phir bhi paas nahiHumko yeh gum raas nahiSeeshe ki ek diware hai jaise darmiyaSare sehmein nazare hainSoye soye vaqt ke dhare hainAur dil mein koi khoye si baatein hainOooo hoooo..Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan haiPhool se khusboo khafa khafa hai gulshan meinChupa hai koi ranj fiza ki chilman meinHum ne jo tha nagma sunaDil ne tha usko chunaYeh dastaan humein vaqt ne kaise sunaiHum jo agar hai gumgeeWoh bhi udhar khush to nahiMulakato mein hai jaise ghul si gai tanhaiMilke bhi hum milte nahiKhilke bhi gul khilte nahiAankhon mein hai baharein dil mein khizaSare sehmein nazare hainSoye soye vaqt ke dhare hainAur dil mein koi khoye si baatein hainoooo hooKehne ko Jashan-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan haiPhool se khusboo khafa khafa hai gulshan meinChupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

DOWNLOAD ALL